janam janam ho tu hi mere paas maa janam janam ho tu hi zami aasma
janam janam ho tu hi mere paas maa janam janam ho tu hi zami aasma ye hai khabar dil mein kahi rab rehta hai magar mere dil mein rehti bholi bhali meri maa mere dil mein rehti bholi bhali meri maa
pagli hai duniya rab ko manane, mandir mazaro tak jaati hai ghar mein hi mere hota hai teerath, mujhko nazar jab maa aati hai mujhko nazar jab maa aati hai janam janam tu meri ardaas maa, janam janam tu mera ehsaas maa sach ka pata dil mein hi hai par mujhko ye pata mere dil mein rehti bholi bhali meri maa mere dil mein rehti bholi bhali meri maa
bachpan se ab tak maa se kya seekha, main ye jaha ko batlaaunga jab naaz hoga tumko bhi mujhpe, wo din yakeenan main laaunga wo din yakeenan main laaunga
janam janam hu tera vishwas maa janam janam rahu main tere paas maa
in khwahisho in koshisho se pehle to magar mere dil mein rehti bholi bhali meri maa mere dil mein rehti bholi bhali meri maa