ye mere dil ka ja ek aakhri faisla hai ab sath hoga na tera ye dard ki inteha hai tha pyar tera to jhutha sacha magar ye khuda hai tanhaiyo me roya hu tab jake mujhko mila hai duniya ke rishto me toh ye hota hi raha hai laila aur majnu bhi toh ek dusre se jooda hain
tanhai ka ashq mitaye yaha barbaddiya bhi sabko jae mili hai kaha tere bina hum jee lenge phir kyu rahe koi gile tere bina hum seh lenge wo zakhm jo tujh se mile
hai rut nayi, mausam naya iss daur me kaisi wafa bhar jayegi teri kami mil jayega ab kuch naya ha khush hai ab hum to tujhse kaha hum khafa hai tune chuna hai wo rasta tere liye jo bana hai ehsa tera main mau tanha mujhe jo kiya hai jo pyar tera hai khoya lagta hai khud se mila main kisko mila sang umr bhar ka yaha wo hi rulaye dil chahe jisko sada
tere bina hum jee lenge phir kyu rahe koi gile tere bina hum seh lenge wo zakhm jo tujh se mile