hamen aur jine kee chahat naa hoti - (2) agar tum naa hote - (2)
(tumhen dekhake toh lagta hai aise baharo kaa mausam aya ho jaise) - (2) dikhayi naa deti andhero me jyoti agar tum naa hote - (2) hamen aur jine kee
(hame jo tumhara sahara naa milta bhanvar me hee rehte kinara naa milta) - (2) kinare pe bhi toh leher aa duboti agar tum naa hote - (2) hamen aur jine kee
lata mangeshkar version: hamen aur jine kee chahat naa hoti - (2) agar tum naa hote - (2)
(tumhen kya batau ke tum mere kya ho meri jindgi kaa tum hee asra ho) - (2) mai asha kee ladiya naa rah rah piroti agar tum naa hote - (2) hamen aur jine kee
(har ik gham tumhara sahenge khushi se karenge naa shikwa kabhi bhi kisi se) - (2) jahan mujhpe hasta, khushi mujhpe roti agar tum naa hote - (2) hamen aur jine kee
sad versio (kishore kumar): naa jane kyon dil se yeh awaz aayi milan se hai badhke tumhari judayi in ankho ke ansu naa kehlate moti agar tum naa hote - (4)