hum tum yug yug se ye geet milan ke gaate rahen hain gaate rahenge hum tum jag mein jeevan saathi bankar aate rahen hain aate rahenge hum tum
jab jab hamne jeevan paya tera hi roop saja sajna har baar tumhi ne maang bhari tumhi ne pehnaye kangana hum phool bane ya raakh huye par saath nahin chhoota apna har baar tumhi tum aan base in aankhon mein bankar sapna hum tum
hum aaj kahen tumko apna tum bhi kisi roz paraye thhe duniya samjhi hum bichhad gaye aise bhi zamaane aaye thhe lekin woh juda honewalle hum nahin hamare saye thhe hum tum