Songs | Albums | Album Arts
Song: | Pardesh Jake Pardesiya |
Album: | Arpan | Genres: | |
Year: | 1983 |
Length: | 412 sec |
Lyricist: Anand Bakshi
Lyrics:
parades jaa ke paradesiyaa bhul na jaanaa piyaa -2 tan-man kisi ne tujhe arpan kiyaa parades jaa ke
ik teri khushi ke kaaran ( laakh sahe dukh hamane o saajan ) -2 hans ke judaa_i kaa zahar piyaa parades jaa ke
dil me teraa pyaar basaayaa dil ko jaise rog lagaayaa saari umar kaa dard liyaa parades jaa ke
kab jaa_oge kab aa_oge kab aa_oge kab jaa_oge itane din hai kaun jiyaa parades jaa ke
|