Aaa.. Zarra zarra jale Zarra zarra phunke As lahe, as lahe Rom-rom tape Woh teer si chubhti khoon ki bari Jang ka ye silsila janm se jaari Mere jism mein Jaise rooh hai jaagi Mujh mein hi jaise koi Ho gaya hai baagi Parinde ko udna hai Sab saadhe nishana hai.. Yeh aag ka dariya hai Doob ke jaana.. Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai.. Wo.. wo.. Tere roop rang mein khan khan hai Aur batiyan mein ras manthan hai Tere roop rang mein khan khan hai Aur batiyan mein ras manthan hai Tu bharam hai ya ehsaas mera Masphir honthon ki chhan chhan hai Gehre gehre mein ho.. Tu lakh pehron mein.. Hoga jo ho tujhe paana hai Ye aag ka dariya hai Doob ke jaana hai.. Ye aag ka dariya hai doob ke jaana hai.. Rang se tere juda hoke Berang hi mujhko rehna hai Ye.. aa.. rang se tere juda hoke Berang hi mujhko rehna hai Pal pal palchhin man waare Kahe ki kuchh na kehna hai Tukdo tukdo mein Jee main raha Ab poora na ho Paunga main yahan Zarre ko baazi haan toofan se lagana hai.. Yeh aag ka dariya hai Doob ke jaana hai.. Ye aag ka dariya hai Doob ke jaana hai..