Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai
Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aaj bhi junooni si Jo ek arzoo hai Yoon hi tarasne de Yeh aankhein barasne de Teri aankhein do aankhein Kabhi shabnam kabhi khushboo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai [Kaali kaali aankhon kaala kaala jaadu] [Kaali kaali aankhon kaala kaala jaadu] [Kaali kaali aankhon kaala kaala jaadu] [Kaali kaali aankhon kaala kaala jaadu] Gehre samandar, aur do jazeere Doobe hue hain kitne zakheere Dhoondhne do ashqon ke moti Seepi se kholo Palkon se jhaanke toh jhaankne do Jhaankne do.. Katra katra ginne do Katra katra chunne do Katra katra rakhna hai na Katra katra rakhne do Teri aankhon ka yeh saaya Andhere mein koi jugnoo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai.. Jaane kahan pe utraenge dono Ud hte hue yeh shab ke parinde Do parinde… Pankhon par barkha leke udhe hain Do boond de do pyaase pade hain Haan do boondein.. Lamha lamha lamhe do Lamha lamha jeene do Keh bhi do na aankhon se Lamha lamha peene do Teri aaknhein halka sa Chhalka sa ek aansoo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu…