Artist: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs    | Albums    | Album Arts

Song:Mera Dil Yeh Pukare
Album:NaginGenres: 
Year:1954 Length:185 sec

Lyricist: Rajinder Krishan

Lyrics:

Aaja, aaja
Aaja, aaja
Aaja, aaja
Aaja, aaja, aaja

Mera dil ye pukaare, aaja
Mere gam ke sahare, aaja
Bhigaa-bhigaa hai samaan
Aise mein hai too kahaan?
Mera dil ye pukaare, aaja
Mere gam ke sahare, aaja
Bhigaa-bhigaa hai samaan
Aise mein hai too kahaan?
Mera dil ye pukaare, aaja
Aaja, aaja, aaja
Aaja, aaja
Aaja, aaja, aaja
Aaja
Door tujhse main rah ke, bataa, kya karoon? kya karoon?
Soona-soona hai jahaan, ab jaaoon main kahaan?
Bas itana muje samajh jaa
Bhigaa-bhigaa hai samaan
Aise mein hai too kahaan?
Mera dil ye pukaare, aaja
Aaja, aaja, aaja
Aaja, aaja
Aaja, aaja, aaja
Aaja, aaja, aaja




 

All lyrics are property and copyright of their owners.

Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.