|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyricist: www.Songs.PK
Lyrics:
Apne karam ki Kar adaayein…
Yaara…
Yaara……
Yaara…
Mujhko iraade de
Kasamein de, vaade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahare de
Dil ko thikaane de Naye bahaane de Khaabon ki baarishon ko Mausam ke paimaane de
Apne karam ki kar adaayein…
Kar de idhar bhi tu nigaahein...
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Manzilein ruswaa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye…
Itni si iltazaa… Yeh meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai haan
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Waqt bhi theharaa hai
Kaise kyun yeh hua
Kaash tu aise aaye
Jaise koi dua Tu rooh ki rahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu Kyun ro raha hoon main
Sun raha hai na tu Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main…
Yaaraa…
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|