|
|
Songs | Albums | Album Arts
Song: | Jaa Rahe Ho Agar |
Album: | G | Genres: | alley@aol.in |
Year: | | Length: | 312 sec |
Lyrics:
Jaa rahe ho agar duur mujhse sanam phir mere paas aana nahi Yeh bhi mumkin nahi main palat na saku isliye itna wada karo o o o
Mujhko aawaz dena nahin Mujhko aawaz dena nahin
Jaa rahe ho agar duur muhjse sanam phir mere paas aana nahi Yeh bhi mumkin nahi main palat na saku isliye itna wada karo o o o
Mujhko aawaz dena nahin Mujhko aawaz dena nahin
Mil bhi jaayen agar hum tumhein raah mein Pher lena nazar par milana nahin Pher lena nazar par milana nahin
Dekh lu bhi agar tum humein bhool se apni aankhon mein tum ashk lana nahi
Dil se humko to tum kar chuke ho juda Aankh se bhi girana nahin Ankh se bhi girana nahin
Tumne maangi dua humko miley har khushi tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein
Tumne li hai kasam gham na karna kabhi tum sikhado zara muskurana humein
Tumne keh toh diya yaad karna nahin Khwaab mein tum bhi aana nahin Khwaab mein tum bhi aana nahin Khwaab mein tum bhi aana nahin Khwaab mein tum bhi aana nahin jaa rahe ho agar...
(frm Lùcky 4 Anì)
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|