Auto Mp3 Tagger
 Artist: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Download Now!!!

Songs    | Albums    | Album Arts

Song:Dooriyan
Album:Love Aaj KalGenres:Soundtrack
Year:2009 Length:337 sec

Lyrics:

humraahon ki dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyaan

kyun koi paas hai
door hai kyun koi
jaane na koi yahan pe

aa raha paas ya
door main ja raha
jaanu na main hoon
kahan pe

ye dooriyan..

in raahon ki dooriyan
nigahon ki dooriyan
hum raahon ki dooriyan
fanaa ho sabhi dooriyan

ye dooriyan..
ye dooriyan..
ye dooriyan..

kabhi hua ye bhi
khali raahon pe bhi
tu tha mere saath

kabhi tujhe mil ke
lauta mera dil ye
khaali khaali haath
ye bhi hua kabhi
jaise hua abhi
tujh ko sabhi mein paa liya

tera mujhe
kar jaati hai dooriyaan
satati hain dooriyaan
tarsati hain dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyaan

kaha bhi na maine
nahi jeena maine
tu jo na mila

tujhe bhoole se bhi
bola na main ye bhi
chaahun faasla

bas faasla rahe
ban ke kasak jo kahe
ho aur chaahat ye jawaan

teri meri
mit jaani hai dooriyaan
begaani hai dooriyaan
hat jaani dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyaan

kyun koi paas hai
door hai kyun koi
jaane na koi yahan pe
aa raha paas ya
door main ja raha
jaanu na main
hoon kahan pe

ye dooriyaan..
in raahon ki dooriyaan
nigahon ki dooriyaan
humraahon ki dooriyaan
fanaa ho sabhi dooriyaan

ye dooriyaan..
ye dooriyaan..
ye dooriyaan..




 

Download Now!!!

Copyright © 2020 Zortam.com. All Rights Reserved.   Zortam On Facebook Zortam On Twitter