|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Ehsaan zindagi ne Dikhaye na phir kabhi Ehsaan zindagi ne dikhaye na phir kabhi Woh laut kar, nigah mein Aaye na phir kabhi Aik bar kya hansay the ke ji bhar ke ro liye Aik bar kya hansay the ke ji bhar ke ro liye Aankhon se hum ne ye ashq Bahaye na phir kabhi Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain Ansun Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain Ansun Mudatton baad bohot khil ke hansein hein Ansu Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain Ansun Teray anay ki khushi mein yeh charaghan kaisa Teray anay ki khushi mein yeh charaghan kaisa Khushk palkon pe sare sham chalay hein ansu Khushk palkon pe sare sham chalay hein ansu Ab ke sawan mein ghata ban ke giray hain Ansun Ehsaan zindagi ne Dikhaye na phir kabhi...
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|