Artist: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs    | Albums    | Album Arts

Pritam - Ye Tune Kya Kiya Lyrics - Zortam Music
Song:Ye Tune Kya Kiya
Album:Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara!Genres: 
Year: Length: 

Lyrics:

Ishq woh bala hai (bala hai)
Ishq woh bala hai (bala hai)
Jisko chhua isne woh jala hai (jala hai)
Dil se hota hai shuru (dil se hota hai shuru)
Dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chadha hai (chadha hai)
Kabhi khud se kabhi khuda se
Kabhi zamaane se lada hai (lada hai)
Itna hua badnaam phir bhi (badnaam phir bhi)
Har zubaan pe ada hai (ada hai)
Ishq ki saazishein
Ishq ki baaziyan
Haara main khel ke
Do dilon ka juaa
Kyun tuune meri fursat ki
Kyun dil mein itni harkat ki
Ishaq mein itni barkat ki
Ye tuune kya kiya
Phiroon ab maara maara main
Chaand se bichda taara main
Dil se itna kyun haara main
Ye tuune kya kiya
Saari duniya se jeet ke main
Aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara
Kiya tuune kya asar
Main dil ka raaz kehta hoon ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya

...

Meri baahon ko teri saanson ki joh
Aadatein lagi hain waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur
Mere dil ki ret pe aankhon ki joh pade parchai teri
Pee leta hoon tab main thoda aur
Jaane kaun hai tu meri main na jaanu ye magar
Jahaan jaun main karoon main wahan
Tera hi zikar
Mujhe tu raazi lagti hai
Jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai ye tune kya kiya

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tuune kya kiya

...

Dil karta hai teri baatein sunu
Saude main adhoore chunu
Muft ka hua ye fayda
Kyun khud ko main barbaad karoon
Fanaa hoke tujhse miloon
Ishq ka ajab hai qayda
Teri raahon se joh guzri hain meri dagar
Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar
Kaho toh kis se marzi loon
Kaho toh kis ko arzi doon
Hasta ab thoda farzi hoon
Ye tuune kya kiya
Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon ye tune kya kiya (Ishq ki)
Kyun tuune meri fursat ki (Saazishein)
Kyun dil mein itni harkat ki
Ishaq mein itni barkat ki ye tuune kya kiya (Isha ki)
Phiroon ab maara maara main (Bajiyaan)
Chaand se bichda taara main
Dil se itna kyun haara main ye tune kya kiya (Haara main khel ke)
Do dilon ka juaa




 

All lyrics are property and copyright of their owners.

Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.