|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
| Song: | Tu Mujhe Kabool |
| Album: | Khuda Gawah | Genres: | |
| Year: | | Length: | |
Lyrics:
Tu mujhe kabool, main tujhe kabool Tu mujhe kabool, main tujhe kabool Is baat ka gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Tu mujhe kabool, main tujhe kabool Is baat ka gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Khuda gawaah Vai-vai-vai, tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki Is baarat ka gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Khuda gawaah
Ho koyi ghulaam, chahe badshah Ishq ke bagair zindagi gunaah Ho koyi ghulaam, chahe badshah Ishq ke bagair zindagi gunaah Bas yeh sochkar maine jaan di Vai-vai, bas yeh sochkar maine jaan di Yani dil diya gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Tu mujhe kabool, main tujhe kabool Oh, tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Aaina hoon main na todna mujhe Todna magar, na chhodna mujhe Aaina hoon main na todna mujhe Todna magar, na chhodna mujhe Kehna tha yahi, meri jaan, mujhe Valle-valle, kehna tha yahi, meri jaan, mujhe Tune keh diya gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Vai-vai-vai, tu mujhe kabool, main tujhe kabool Tu mujhe kabool, main tujhe kabool
Tere naam ka main kalma padhu Raat-din tujhe yaad main karoon Tere naam ka main kalma padhu Raat-din tujhe yaad main karoon O, yaad karne se, vai-vai, kya fayda? Mujhko bhool ja teri jaat se Main nahin juda, gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Tu mujhe kabool, main tujhe kabool Is baat ka gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki Tere-mere pyaar ki, vai-vai, tere-mere pyaar ki Is baarat ka gawaah Khuda Khuda gawaah, Khuda gawaah Khuda gawaah, Khuda gawaah
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|