|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Mausam, o, mausam... Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae Lo mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae Lo mausam, pyaar ke zamaane aa gae, lo mausam Gun-gun bhanware kaliyon ka ghunghat uthaane aa gae, mausam
Tauba koyi dekhe in zulfon ka bikharana to bhuule jeenaa-maranaa Chup se phulon kee in galiyon se guzaranaa, ye phool kahenge varanaa Gulshan mein jaane kahaan se do deewaane aa gae Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam
Aaha, chede is rut ne saavan ke geet raseele, chhalke rang rup nashile Aaha, kithne bhole the ye nain tere sharmile, ye honth tere rangile Ab inako kitni baathen, kithne bahaane aa gae Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam
Parbat se unchaa sajnaa ye pyaar hamaaraa, neeche sansaar ye saara Saagar se gahara sajani ye pyaar hamaaraa, kithna hai door kinaraa Tum majhi, ye naiya paar lagaane aa gae Mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae Lo mausam suhane aa gae, lo pyaar ke jamaane aa gae, lo mausam
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|