Artist: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Songs    | Albums    | Album Arts

Laxmikant Pyarelal - Ek Pyar Ka Naghma Hai Lyrics - Zortam Music
Song:Ek Pyar Ka Naghma Hai
Album:Many Moods - MukeshGenres: 
Year: Length: 

Lyrics:

Ek pyaar kaa nagmaa hai
Maujon kii ravaani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Maujon kii ravaani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Maujon kii ravaani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai

Kuch paakar khona hai
Kuch khokar paanaa hai
Jivan kaa matzalab to
Aana or janaa hai
Do paddl ke jivan se
Ek umr churaani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai

Tu dhar hai nadiya kii
Main tera kinaaraa hoon
Tu meraa sahaara he
Main tera sahaara hoon
Aankhon main samandar hai
Aashaaon kaa pani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai

Toofaan ko aana hai
Aakar chabil janaa hai
Baadagul hai ye kuch paddl kaa
Chhaakar dhabil janaa hai
Parachhaaiyaan rah jaati
Rah jaati nishaani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Maujon kii ravaani hai
Zindagi or kuch bhi nahin
Teri-meri kahani hai
Ek pyaar kaa nagmaa hai




 

All lyrics are property and copyright of their owners.

Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.