|
| Song: | Pyar Diwana Hota Hain |
| Album: | Kati Patang | Genres: | |
| Year: | | Length: | |
Lyrics:
Pyaar divaana hota he, mastaana hota he
Har khushii se, har gam se begaana hota hai

Shamaa kahe paravaane se, "pare chalaa jaa
Meri tarah jal jaaegaa, yahaan nahin aa"

Wo nahin sunata, usko jal janaa hota he
Har khushii se, har gam se begaana hota hai
Pyaar divaana hota he, mastaana hota he
Har khushii se, har gam se begaana hota hai
Suno, kisi shaayar ne ye kahaa bahut koob
Manaa kare duniya lekin, mere mehboob

Wo chhalak jaataa he jo paimaana hota he
Har khushii se, har gam se begaana hota hai
Pyaar divaana hota he, mastaana hota he
Har khushii se, har gam se begaana hota hai
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|