|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyricist: Javed Akhtar
Lyrics:
Pighle neelam sa behta ye sama Neeli-neeli si khamoshiyaan Na kahin hai zameen, na kahin aasmaan
Sarsarati hui tehniyaan, pattiyaan Keh raheen hai ki bas ek tum ho yahaan Sirf main hoon Meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan Aur main, sirf main
Apne hone par mujhko yaqeen aa gaya
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|