Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Main yahan tukdon mein jee raha hoon Main yahan tukdon mein jee raha hoon Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata Resham si hawa kehti hai bata Vo jo doodh dhuli masoom kali Vo hai kahan kahan hai Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai Main adhoora tu adhoori jee rahein hain
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Main yahan tukdon mein jee raha hoon Main yahan tukdon mein jee raha hoon Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Tu to nahin hai lekin teri muskurahatein hain Chehra nahin hai par teri aahatein hain Tu hai kahan kahan hai Tera nishaan kahan hai Mera jahan kahan hai Main adhoora tu adhoori jee rahein hain
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Main yahan tukdon mein jee raha hoon Main yahan tukdon mein jee raha hoon Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se.