|
Lyricist: Anastacia
Lyrics:
Ae dil zara kuch tou bata
Kis raah pe hum chalne lagay?
Faasle tou thay par mere?na?thay
Duur mujhse kaise?wo rehne lage?
Na kabhi ishq hua?hai mera kam
Tere dil mai arsa raha hun
Teri kami hai aur kuch bhi nahi
Ae dil bata kya tu hogi meri?
Aj kal dil mera ye samajhta nahi
Rehna hai tere din par ye rehta nahi
Hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Aana kabhi
Aana kabhi
Aana kabhi
Ranjishein saazish teri hai nawazishein
Justuju guftagu, meri kuch sifarish
Be-khudi barhnay lagi tishnagi hone lagi
Be-sabab uski talab aur meri be-bassi
Raasta bhool na jana kahin tum
Jaana duur na jana kahin tu
Teri kami hai aur kuch bhi nahi
Sunta nahi kyun wo aarzi meri?
Aj kal dil mera ye samajhta nahi
Rehna hai tere din par ye rehta nahi
Hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Be-khabar ho gayi tum se nadaani
Mukhtasir reh gayi meri kahaani
Kyun jeena haar ke, khwahishoun ko maar ke?
Tu bann gaya mera ek tarfa pyaar sirf
Na kabhi ishq hua hai mera kam
Tere dil mai arsa raha hun
Teri kami hai aur kuch bhi nahi
Ae dil bata kya tu hogi meri?
Ae dil bata kya tu hogi meri?
Aj kal dil mera ye samajhta nahi
Rehna hai tere din par ye rehta nahi
Hai ijazat tumhein mujh se milna nahi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Ho sakay mere khwabon mai aana kabhi
Aana kabhi
Aana Kabhi
Aana kabhi
Aana kabhi
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|