Songs | Albums | Album Arts
Song: | Aabaad Barbaad - DownloadMing.SE |
Album: | Ludo | Genres: | DownloadMing.SE |
Year: | 2020 |
Length: | 309 sec |
Lyricist: Pritam & Arijit Singh
Lyrics:
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha yeh sahi hai Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain Dhai wo harf keh do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do..
Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga
Hmm..
Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya Humko farhaad kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha
Hmm..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahaan pehle se hi sailaab tha Nagme banaata fira saajo pe Dil apna fatak mijraab thha
Meri bejaan hasraton ko Kaabile-daar kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do.
|