Tum toh thehre pardesi Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge... Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Subaha pehli Subaha pehli Subaha pehli gaadi se. ghar ko laut jaaoge.
Subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Jab tumhein akele mein. meri yaad aayegi Jab tumhein akele mein. meri yaad aayegi
Khichein khichein hue rahetin ho kyon? Khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain Zara batao toh yeh imtihaan kiska hain Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga Nayi sadak pe purana makaan kiska hain.
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
Aasuon ki Aasuon ki Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
Tujhko yeh! tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge Tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge Aur pyaase teri julfo se ghata maangenge Apne kaandhe se duppata na sarakne dena Warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge Imaan se
Gam ke dhup mein dil ki. hasratein na jal jaaye Gam ke dhup mein dil ki. hasratein na jal jaaye Kesuwo ke Kesuwo ke Kesuwo ke ke saaye mein. kab hamein sulaaoge
Kesuwo ke ke saaye mein. kab hamein sulaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
Mujhko katal kar daalo. shauk se magar socho
Mujhko katal kar daalo. shauk se magar socho
Is shehare namuraad ki izzat karega kaun Arey ham hi chale gaye. toh mohabbat karega kaun Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu. Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu. Jaale hata diye toh hifazat karega kaun
Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho
Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho Mere baad Mere baad Mere baad tum kispar... yeh bijliya giraaoge
Mere baad tum kispar bijliya giraaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
Yu toh zindagi apni. maikade mein gujri hain
Yu toh zindagi apni. maikade mein gujri hain
Ashko mein husno rang samota raha hu main Ashko mein husno rang samota raha hu main Aanchal kisika thaam ke rota raha hu main Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka Barso ise sharab se dhota raha hu main.
Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Behki hui bahaar ne peena sikha diya Badmast bargo baar ne peena sikha diya. Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din Marne ke intejaar ne peena sikha diya.
Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain
Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain In nashili In nashili In nashili aankhon se, are kab hamein peelaaoge
In nashili aankhon se kab hamein peelaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge
Kya karoge tum aakhir. kabra par meri aakar Kya karoge tum aakhir. kabra par meri aakar
Kya karoge tum aakhir, kabra par meri aakar Kyon ke, jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan Meri nazar mili thi Ab yaad aa raha hain Shayad woh janwary thi Tum yu mili dubara Phir maahe farvary mein Jaise ke hamsafar ho Tum raahein zindagi mein Kitna hasi zamana Aaya tha march lekar Raahein wafa pe thi tum Waadon ki torch lekar Baandha jo ahde ulfat April chal raha tha Duniya badal rahi thi Mausam badal raha tha Lekin mayi jab aayi Jalne laga zamana Har shaks ki zabaan par Tha bas yahi fasana Duniya ke darr se tumne Badli thi jab nigaahein Tha june ka mahina Lab pe thi garm aahein July mein jo tumne Ki baatchit kuch kam They aasman pe baadal Aur meri aankhein purnam Mahe august mein jab Barsaat hoo rahi thi Bas aasuon ki baarish Din raat ho rahi thi Kutch yaad aa rahi hain Woh maah tha sitambar Bheja tha tumne mujhko Tarke wafa ka letter Tum gair ho rahi thi October aa gaya tha Duniya badal chuki thi Mausam badal chuka tha Jab aa gaya november Aaisi bhi raat aayi Mujhse tumhein chudane Sajkar baraat aayi Bekhaif tha december Jasbaat mar chuke thein Mausam tha sard usmain Armaan bikhar chuke thein Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain
Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Arey woh saal dusra tha. yeh saal dusra hain
Woh saal dusra tha yeh saal dusra hain
Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar Thodi der Thodi der Thodi der ro loge aur bhool jaaoge
Thodi der ro loge aur bhool jaaoge Thodi der ro loge aur bhool jaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge Subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge