Pairon ki bediyan Khwabon ko baandhe nahi re kabhi nahi re Mitti ki parton ko nanne se ankur bhi cheenay, dheere dheere Iraade hare hare Jinke seeno mein ghar kare Woh dil ki sune kare na darre, na darre Subah ki kirno ko roke jo salaakhein hai kahan Jo khayalon pe pehre daale Woh aankhein hai kahan Par khulne ki deri hai Parinde udh ke jhoomenge Aasman aasman aasman Subah ki kirno ko rokein Jo salaakhein hai kahan Jo khayalon pe pehre daale woh aankhein hai kahan Par khulne ki deri hai Parinde udh ke jhoomenge Aasman aasman aasman Aazaadiyan aazaadiyan Aagey na kabhi, mile mile mile Aazaadiyan, aazaadiyan Jo cheenay wahi Jee le jee le jee le Subah ki kirno ko rokein Jo salaakhein hai kahan Jo khayalon pe pehre daale Woh aankhein hai kahan Par khulne ki deri hai Parinde udh ke jhoomenge Aasman aasman aasman Subah ki kirno ko rokein Jo salaakhein hai kahan Jo khayalon pe pehre daale Woh aankhein hai kahan Par khulne ki deri hai Parinde udh ke jhoomenge Aasman aasman aasman Kahani khatam hai Ya shuruwaat hone ke hai (hone ke hai) Subha nayi hai yeh Ya phir raat hone ko hai (hone ke hai) Kahani khatam hai Ya shuruwaat hone ke hai (hone ke hai) Subha nayi hai yeh Ya phir raat hone ko hai (hone ke hai) Aane wala waqt dega panha hai Ya phir se milenge do raahein Khabar kya, kya pataa