Kuch lamhe thhe Alsaaye se Bharmaaye se Fiza mein Kabhi sehme se Muskaate Jaana kidhar Na Jaane
Meethi boliyan sun lo Aasmani rangon ki Meethi boliyan sun lo Bezubaani lamhon ki Girte sambhalte chalte ladkhadaye Haan magar ye honsla na dagmagaye Armaano ke patang ko udaayen Udaayen...
Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai Yeh sohbatein yaaron ki Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de Dua de, dua de (Sohbat means Company)
Meethi boliyan sun lo Aasmani rangon ki Meethi boliyan sun lo Bezubaani lamhon ki
Sapnon ke peechhe chale Raahon mein hai yaadon ka pehra Sulga ke (sulga ke) kaali si raat (kaali si raat) Laayenge ye ujla savera (Ujla savera...)
Girte sambhalte chalte ladkhadaaye Haan, magar ye hausla na dagmagaaye Armaanon ki patang ko udaayein Udaayein
Aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai Yeh sohbatein yaaron ki Aye zindagi hame hosh ki na tu dava de Dua de, dua de
Meethi boliyan sun lo Aasmani rangon ki Meethi boliyan sun lo Bezubaani lamhon ki