Songs | Albums | Album Arts
|
Song: | Kaise Main Kahoon |
Album: | Yatra | Genres: | Pop |
Year: | 2009 |
Length: | 384 sec |
Lyricist: Kailash Kher
Lyrics:
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor Bhole bhale matwale dil ka kya karu Bhole bhale matwale dil ka kya karu Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Dharti pe aajkal paanv na dharu Dharti pe aajkal paanv na dharu Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Saari saari raat aur saara saara din Har ghadi har pal pal chhin chhin Saari saari raat aur saara saara din Har ghadi har pal pal chhin chhin Ulti seedhi behki behki baaten main karu Ulti seedhi behki behki baaten main karu Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main Apane piya ko lekin sabse chhupaun main Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main Apane piya ko lekin sabse chhupaun main Unko padi hai kya main jiyu ya maru Unko padi hai kya main jiyu ya maru Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru Dharti pe aajkal paanv na dharu Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Mho mujhe ishq huaan hain…
|