|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyricist: Pixl
Lyrics:
Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe Teri yaado me main fanaa Tere paas baitha phir bhi darbadar main Tere bin jeena hai saja B-b-boyfifty!
Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main Teri yaadon me main fanaa, yeah Tere paas baitha phir bhi darbadar main Khushi milti mujhe apni hi kabar me Tere bin jeena hai saza, yeah Tu nahi baithi paas phir bhi mil jaata sukoon Ab paas tere honth nahi toh nashe ka junoon I'm taking all 'em pills and I can't deny the doom Ab baitha apne kamre pe, nas kaati behta khoon Saari raatein jo guzaari thi Wo saansein milti ja rahi thi Dhadkan bhi ye thamani thi Wo saara teri khushboo ka suroor Tu hai meri, isi baat ka guroor Ab khudme simatkar hun baitha Aur andar hi andar hun kehta Main laash bhi apni kur?du toh Tera hi naam bahega bahega Tu karl? zaleel main hasta rahunga Tu meri ban aaj, kal main naa kahunga Aur jo kabhi maut aayi tere paas Toh bachi hui jaan main tujhme bharunga
Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main Teri yaadon me main fanaa, yeah Tere paas baitha phir bhi darbadar main Khushi milti mujhe apni hi kabar me Tere bin jeena hai saza, yeah
I can't you hold close, mere manail ka ye dosh Ab khaali ye makaan, zameen pe mera bojh Pills on my palm phir bhula deta main hosh Ab toh bas khayalon me mil aata unse roj Imaaraton me kho na jaaun, kehta tha unhe Ilaake jo mana the, pairon ke nishaan hai Dilaase deti duniya ke tu khud ko rok mat Wo duniya ab kahan, akela main veerane me Iraade the ki unke saath Dekhunga main sabz pehchanunga insaan Paaya maine unko aur khwahisein thi poori Faaslo ne cheena, ab khwahisein anjaan Beete lamho ka main kaafi hun aabhari Inhe chupa ke rakhta hun main baakiyo se aaj Bechaini hoti aur ye raate beet jaati Haste ashq aati jab bhi teri yaad
Har tarah ka hai, ye nasha mere sar pe Tu bhi puche na ab, aata kyun ni ghar main Teri yaadon me main fanaa, yeah Tere paas baitha phir bhi darbadar main Khushi milti mujhe apni hi kabar me Tere bin jeena hai saza
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|