Songs | Albums | Album Arts
Song: | Dooriyan (From 'Love Aaj Kal') |
Album: | Love Aaj Kal | Genres: | Pop |
Year: | 2009 |
Length: | 285 sec |
Lyrics:
humraahon ki dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan
kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi yahan pe
aa raha paas ya door main ja raha jaanu na main hoon kahan pe
ye dooriyan..
in raahon ki dooriyan nigahon ki dooriyan hum raahon ki dooriyan fanaa ho sabhi dooriyan
ye dooriyan.. ye dooriyan.. ye dooriyan..
kabhi hua ye bhi khali raahon pe bhi tu tha mere saath
kabhi tujhe mil ke lauta mera dil ye khaali khaali haath ye bhi hua kabhi jaise hua abhi tujh ko sabhi mein paa liya
tera mujhe kar jaati hai dooriyaan satati hain dooriyaan tarsati hain dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan
kaha bhi na maine nahi jeena maine tu jo na mila
tujhe bhoole se bhi bola na main ye bhi chaahun faasla
bas faasla rahe ban ke kasak jo kahe ho aur chaahat ye jawaan
teri meri mit jaani hai dooriyaan begaani hai dooriyaan hat jaani dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan
kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi yahan pe aa raha paas ya door main ja raha jaanu na main hoon kahan pe
ye dooriyaan.. in raahon ki dooriyaan nigahon ki dooriyaan humraahon ki dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan
ye dooriyaan.. ye dooriyaan.. ye dooriyaan..
|