|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Hai tere saath meri vafaa
Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya? Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya? Main nahin to kya? main nahin to kya? Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin Tere liye ujaalon kee koyi kamee nahin Saba teri roshni hai, meri roshni nahin Koyi naya chiraag jala Koyi naya chiraag jala, main nahin to kya? Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya?
Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho Kuch dhadakanon ka zikr ho, kuch dil kee baath ho Mumkin hai, iske baad naa din ho, naa raat ho Mere liye naa ashk baha Mere liye naa ashk baha, main nahin to kya? Main nahin to kya? main nahin to kya? Hai tere saath meri vafaa, main nahin to kya? Zindaa rahegaa pyaar mera, main nahin to kya?
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|