Lyrics:
Woh jo tha khwab saaKya kahein jaane dein…Yeh jo hai kam se kamYeh rahe ke jaane dein…Woh jo tha khwab saaKya kahein jaane dein…Yeh jo hai kam se kamYeh rahe ke jaane dein…Kyun na rok kar khudkoEk mashwara kar leinMagar jaane de…Aadatan toh sochengeHota yun toh kya hotaMagar jaane de…Woh jo tha khwaab saaKya kahein jaane dein…Yeh jo hai kam se kamYeh rahe ke jaane dein…Hmm…Beeta jo beete na haaye kyun!Aaye yun aankhon mein…Humne toh be-mann bhi socha naKyun aaye tum baaton mein…Poochhte jo humse tumJaane kya kya hum kehteMagar jaane de…Aadatan toh sochengeHota yun toh kya hotaMagar jaane de…Woh jo tha khwaab saaKya kahein jaane dein…Yeh jo hai kam se kamYeh rahe ke jaane dein…Aasaan nahi hai magarJaana nahi ab udharmmm hmm…Aasaan nahi hai magarJaana nahi ab udharMaloom hai jahaan dard haiWahi phir bhi kyun jaayeinWahi kashmakash wahi uljhaneWahi tees kyun laayeinBehtar toh yeh hotaHum mile hi na hoteMagar jaane deAadatan toh sochengeHota yun toh kya hotaMagar jaane deWoh jo tha khwaab saaKya kahein jaane deinYeh jo hai kam se kamYeh rahe ke jaane dein