Songs | Albums | Album Arts
Song: | Haseeno Ka Deewana |
Album: | Kaabil | Genres: | Bollywood |
Year: | 2016 |
Length: | 207 sec |
Lyrics:
Kisi ko mera shauq hai Kisi ko mera hai nasha Jawaani kehte hain mujhe Hai mere aashiq har jagah
Kisi ko meri hasratein Kisi ki main hoon dilruba Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Sara zamana… haseeno ka deewana Zamana kahe phir kyun Bura hai dil lagana (x2)
Saara zamaana…
(Raftaar) RAA! Ladki ekdam right hai Ladki dynamite hai Ladki ke chakkar mein Daily gali gali mein fight hai
Thoda humein do time yaara Love nahi hai crime yaara Har din mujhko better lage Tu ladki hai ya wine
Arey janta ko jawaab do Kab padogi pyaar mein? Saari duniya lagi huyi hai Hum bhi hain kataar mein
Saara zamana Haseeno ka deewana (x3)
Saara zamaana…
Ye kaun keh raha hai Tu aaj pyaar kar le Jo kabhi bhi khatm Woh aitbaar karle (x2)
Kisi ko mera shauq hai Kisi ko mera hai nasha Jawaani kehte hain mujhe Hai mere aashiq har jagah
Kisi ko meri hasratein Kisi ki main hoon dilruba Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Saara zamana… haseeno ka deewana Zamana kahe phir kyun Bura hai dil lagana
Saara zamana..
|