Auto Mp3 Tagger
 Artist: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0-9

Download Now!!!

Songs    | Albums    | Album Arts

Song:Yeh Chand Sa Roshan Chehra
Album:Kashmir Ki Kali (1964)Genres:Other
Year:1964 Length:329 sec

Lyricist: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Lyrics:

Yeh chaand sa roshan chehara
Julfon ka rang sunehara
Yeh zeel si neeli aankhein
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Yeh chaand sa roshan chehra
Julfon ka rang sunehara
Yeh zeel si neeli aankhein
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Ek cheez qayamat bhi hai
Logo se suna karte the
Tumhe dekh ke maine maana
Wo thik kaha karte the
Wo thik kaha karte the
Hain chaal me teri zaalim
Kuchh aisi bala ka jaadu
Sau baar sambhala dil ko
Par hoke raha bekaabu
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Yeh chaand sa roshan chehra
Julfon ka rang sunehara
Yeh zeel si neeli aankhein
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kaali
Saaya hain tere baalo ka
Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kaali
Saaya hain tere baalo ka
Saaya hain tere baalo ka
Tu balkhati ek nadiyan
Har mauj teri angdaayi
Jo inn maujon mein dooba
Usne hi duniya paayi
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Yeh chaand sa roshan chehra
Julfon ka rang sunehara
Yeh zeel si neeli aankhein
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Main khoj mein hoon manzil ki
Aur manzil paas hain mere
Mukhde se hata do aanchal
Ho jaaye duur andhere
Ho jaaye duur andhere
Maana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bhar ke jara main dekhu
Andaz tera mastana
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Yeh chaand sa roshan chehra
Julfon ka rang sunehara
Yeh zeel si neeli aankhein
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya




 

Download Now!!!

Copyright © 2020 Zortam.com. All Rights Reserved.   Zortam On Facebook Zortam On Twitter