|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyricist: Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Lyrics:
Yeh chaand sa roshan chehra Julfon ka rang sunehara Yeh zeel si neeli aankhein Koi raaz hai inme gehra Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Yeh chaand sa roshan chehra Julfon ka rang sunehara Yeh zeel si neeli aankhein Koi raaz hai inme gehra Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Ik cheez kayamat bhi hai Logo se soona karte the Tumhe dekh ke maine maana Vo thik kaha karte the Vo thik kaha karte the
Hai chaal me teri zaalim Kuchh aisi bala ka jaadu Sau baar sambhala dil ko Par hote raha bekaabu Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Yeh chaand sa roshan chehra Julfon ka rang sunehara Yeh zeel si neeli aankhein Koi raaz hai inme gehra Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Har subah kiran ki laali Hai rang tere gaalo ka Har shaam ki chadar kaali Saaya hai tere baalo ka
Har subah kiran ki laali Hai rang tere gaalo ka Har shaam ki chadar kaali Saaya hai tere baalo ka Saaya hai tere baalo ka
To balkhati ik nadiyan Har mauj teri angdaayi Jo inn maujon mein dooba Usne hi duniya paayi Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Yeh chaand sa roshan chehra Julfon ka rang sunehara Yeh zeel si neeli aankhein Koi raaz hai inme gehra Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Mai khoj mein hoon manzil ki Aur manzil paas hai mere Mukhde se hata do aanchal Ho jaaye duur andhere Ho jaaye duur andhere
Maana ke ye jalwe tere Kar denge mujhe deewana Jee bhar ke jara mai dekhu Andaz tera mastana Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Yeh chaand sa roshan chehra Julfon ka rang sunehara Yeh zeel si neeli aankhein Koi raaz hai inme gehra Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski Jisne tumhe banaya
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|