|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Lyrics:
Sar jo tera chakraye Ya dil dooba jaye Aaja pyare paas hamare Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye

Tel mera hain muski Gandh rahen na khuski Jiske sar par haath fira du Chamke kismat uski

Sunn sunn suun are beta sunn Is champi mein bade bade gunn Sunn sunn suun are beta sunn Is champi mein bade bade gunn
Laakh dukhon ki ek dawa hain Kyun na aazmaye Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Sar jo tera chakraye Ya dil dooba jaye Aaja pyare paas hamare Kahe ghabaraye, kahe ghabaraye
Pyaar ka howe jhagada Ya buysiness ka hon ragada Sab lafdonka bojh hate Jab pade haath ek tagada

Naukar hon ya malik Leader ho ya public Apne aage sabhi jhooke hain Kya raja kya sainik

Sar jo tera chakraye Ya dil dooba jaye Aaja pyare paas hamare Kahe ghabaraye
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|