Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
beinteha pyaar doon
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
beinteha pyaar doon
Saari hadein maine meri,
ab maine tod di
Dekar mujhe pataa
awaargi ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda
Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda
Hasratein ab meri
tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri
aakhiri ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
|