Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Woh hata rahe hain parda Woh hata rahe hain parda Sar-e-baam chupke chupke
Woh hata rahe hain parda Sar-e-baam chupke chupke Mein nazara kar raha hoon Sare-e-shaam chupke chupke
Ye jhuki jhuki nigaahein Ye hasein hasein isharay Mujhe de rahe hain shayed Woh payam chupke chupke
Na dikhaao chalte chalte Yun kadam kadam pe shokhi Koi katl ho raha hai Koi katl ho raha hai Sar-e-aam chupke chupke
Kabhi shokhian dikhana Kabhi un ka muskurana Yeh adaaein kar na dalein Mera kaam chupke chupke
Ye jo hichkiyan musalsal Mujhe aa rahi hain alam Koi le raha hai shayed Koi le raha hai shayed Mera naam chupke chupke
Woh hata rahe hain parda
|