|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
| Song: | Viraaniya (remix) |
| Album: | Namastey London | Genres: | |
| Year: | 2007 |
Length: | 263 sec |
Lyrics:
Un dino, jab ke tum the yahaan Zindagi jaagi jaagi si thi Saare mausam bade mehraba dost the Raaste, daawatnaame the jo manjilon ne likhein the jamin par hamaare liye Ped baahein pasaarein khade the Hame chaanv ki swaal pehnaane ke waaste Shaam ko sab sitaare, bahot muskuraate the jab dekhate the hamein Aati jaati hawaayein, koyi geet khushboo ka gaati huyi, chhedati thi, guzar jaati thi Aasama??pigle-neelam ka ek gehra taalaab tha Jisme har raat ek chaand ka phool khilta tha Aur??pigle-neelam ki leharon mein behta huwa Woh hamaare dilon ke kinaaron ko chhu leta tha Un dino, jab ke tum the yahaan Mohabat meri jo pyaasi hui To gehri meri udasoi hui Zindagi, zindagi mein hai tumbin Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Zindagi, zindagi mein hai tumbin Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Ashko mein jaise dhul gaye, sab muskuraate rang Raste mein thak ke so gayi maasum si umang Dil hai ki phir bhi khwaab sajaane ka shauk hai Paththar pe bhi gulaab ugaane ka shauk hai Barso se yun to ek amaawas ki raat hai Abb isako hausala kahoon ki jidd ki baat hain Dil kehta hain andhere mein bhi roshani to hai Maana ke raakh ho gaye ummid ke ye??? Is raakh mein bhi aag kahi par dabi toh hain Sune sune sare raste hai Suni manzil hai jaana Suni suni si meri aankhen hai Suna yeh dil hai jaaana JanaaaAaaAanaaaAAaaa JanaaaAaaAanaaaAAaaa JanaaaAaaAanaaaAAaaa Mujhe gehre hai sirf tanhaiyaan Mere dil mein hai Sirf khaamoshiyan Zindagi, zindagi mein hai tumbin Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Aapaki yaad kaise aayegi Aap ye kyun samajh na paate hain Yaad toh sirf unaki aati hai Hum kabhi jinko bhool jaate hai Saans jab loo tooo Sene mein jaise Saans chubhti hai janaa Dil abb tak ummed ki ek faaans Chubhti hai janaa JanaaaAaaAanaaaAAaaa JanaaaAaaAanaaaAAaaa JanaaaAaaAanaaaAAaaa Khwaaab sare mere tutne hi ko hai Dil yeh bhi haaath se chutne hi ko hai Zindagi, zindagi mein hai tumbin Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa Yeh Viraniyaa
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|