|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen (If you see it too, say, my companion) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen (If you see it too, say, my companion) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Aisa dekha nahin khoobsurat koi (Never seen anyone as beautiful) Jism jaise Ajanta ki moorat koi (Like a sculpture from Ajanta) Jism jaise nigaahon pe jaadoo koi (Like a magic in the eyes) Jism naghma koi, jism khushboo koi (Like a melody, like a fragrance) Jism jaise machalti hui raagini (Like a moving melody) Jism jaise mehakti hui chaandni (Like fragrant moonlight) Jism jaise ke khilta hua ek chaman (Like a blooming garden) Jism jaise ke sooraj ki pehli kiran (Like the first ray of the sun) Jism tarshaa hua dilkash-o-dil-nasheen (A body that captivates the heart) Sandalee sandalee, marmaree marmaree (Like sandalwood, like musk) Sandalee sandalee, marmaree marmaree (Like sandalwood, like musk) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen (Wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Chehra ek phool ki tarah shaadaab hai (The face is as fresh as a flower) Chehra uska hai ya koi mahtaab hai (Is it her face or the moonlight?) Chehra jaise ghazal, chehra jaan-e-ghazal (The face like a ghazal, the essence of the ghazal) Chehra jaise kali, chehra jaise kanwal (The face like a bud, like a lotus) Chehra jaise tasavvur bhi, tasveer bhi (The face is both a thought and a picture) Chehra ek khwaab bhi, chehra taabeer bhi (The face is a dream and its interpretation) Chehra koi Alif-Lailawi daastaan (The face tells an enchanting tale) Chehra ek pal yaqeen, chehra ek pal gumaan (A face that gives certainty and doubt) Chehra jaise ke chehra kahin bhi nahi (A face like no other) Maahroo maahroo, mahjabeen mahjabeen (Beautiful, beautiful) Maahroo maahroo, mahjabeen mahjabeen (Beautiful, beautiful) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen (Wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Aankhein dekhein to main dekhta reh gaya (When I looked into the eyes, I kept staring) Jaam do aur donon hi do-aatishaan (Pour two cups, both are intoxicating) Aankhein ya maikade ke yeh do baab hain (These eyes are like two doors to a tavern) Aankhein unko kahoon ya kahoon khwaab hain (Should I call them eyes or dreams?) Aankhein neechi hueen to haya ban gayeen (When lowered, the eyes become shy) Aankhein oonchi hueen to dua ban gayeen (When raised, they become a prayer) Aankhein uth kar jhukeen to adaa ban gayeen (When they rise and bow, they become grace) Aankhein jhuk kar utheen to qazaa ban gayeen (When they bend and rise, they become fate) Aankhein jin mein hai qaid aasman-o-zameen (Eyes that hold the heavens and the earth) Nargiseen nargiseen, surmageen surmageen (Like narcissus, like colors) Nargiseen nargiseen, surmageen surmageen (Like narcissus, like colors) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen (Wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Zulf-e-janaan ki bhi lambi hai daastan (The tale of the beloved’s hair is long too) Zulf ki mere dil par hain parchhaaiyaan (Her hair casts shadows on my heart) Zulf jaise ke umdi hui ho ghata (Like clouds that have gathered) Zulf jaise ke ho koi kaali balaa (Like a dark enchantress) Zulf uljhe to duniyaa pareshaan ho (If her hair is tangled, the world is troubled) Zulf suljhe to ye zeest aasaan ho (If untangled, life becomes easy) Zulf bikhre siyaah raat chhaane lage (Her flowing hair darkens the night) Zulf lehraaye to raat gaane lage (When her hair sways, the night sings) Zulf zanjeer hai phir bhi kitni haseen (Her hair is a chain yet so beautiful) Reshmeen reshmeen, ambareen ambareen (Like silk, like the sky) Reshmeen reshmeen, ambareen ambareen (Like silk, like the sky) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen afreen (Wow, wow, wow) Afreen afreen (Wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen (If you see it too, say, my companion) Afreen afreen, afreen afreen (Wow, wow, wow, wow) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) Husn-e-janaan ki taareef mumkin nahin (The beauty of the beloved cannot be described) [09:51.00]
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
2025 Zortam.com
|