Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Haan aa o...
Main jaan ye vaar doon Har jeet bhi haar doon Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon (x2)
Saari hadein maine meri, ab maine tod di Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye
Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye
Aa o... aa...
Kya khoob Rab ne kiya Bin maange itna diya Warna hai milta kahaan Hum kaafiron ko Khuda (x2)
Hasratein ab meri tumse hai jaa mili Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye
Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye
O... aa... o...
|