tumko paaya hain to jaise khoya hoon kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon[2] kisi zabaan mein bhi vo lafz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon main agar kahoon tumsa haseen qayanat mein nahi hain kaheen taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi tumko paaya hain to jaise khoya hoon
shokhiyon mein doobi yeh adaayein chehre se jhalki huyi hain zulf ki ghani gahni ghatayen shaan se dhalki huyi hain lehrata aanchal hain jaise baadal baahon mein bhari hain jaise chaandni,roop ki chaandni
main agar kahoon yeh dilkashi hain nahi kaheen na hogi kabhi taareef yeh bhi to sach hain kuch bhi nahi tumko paaya hai to jaise khoya hoon
tum huye mehrbaan toh hai yeh daastaan [2] ab tumhara mera hai ek hai caravan tum jahaan main vahaan
main agar kahoon hamsafar meri apsara ho tum ki ya koi pari tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi naheen
tumko paaya hai to jaise khoya hoon kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon,kisi zaban mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bataan sakoon main agar kahoon tumsa haseen qaynat mein nahi hai kaheen tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi