|
|
|
Songs | Albums | Album Arts
Lyrics:
Kal meera tadpi kaanha ko Sab laaj samaj gawanyi re... Ab prem mein tadpan tarsan ki Hai baari kaanha ki aayi re Mori jaan gayi (mori jaan gayi) Ho... tora khel hua (tora khel hua) Mujhse main rootha... Mujh mein main toota Ho... Mujhse main rootha, mujh mein main toota Mujhko maine ishq wafa main, Khud hi hai loota Lut lut ke..., lut lut ke Jeena hai, marna baanke yaar bina Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan... Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan... Mujhse main rootha, mujh mein main toota Mujhko maine ishq wafa main, Khud hi hai loota Lut lut ke..., lut lut ke Jeena hai, marna baanke yaar bina Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan... Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan... Ho... Sapno ke sheeshe toote, dukh ki daraar se Chah ke bhi nikle na, mann majdhaar se Koi bhi na bole aur, koi bhi bulaaye na Peer bhi awaazein sune, baadlon ke paar se Rus rus ke..., rus rus ke Mann se mar jaana, khud hi yaar bina Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan... Saaiyaan, hud main ki karan Saaiyaan, jeena ya maran Saaiyaan, rab mujhse khafa Saaiyaan...
|
All lyrics are property and copyright of their owners.
Copyright © 2002-2026. Zortam.com. All Rights Reserved.
|